Meri Tarah Meri Jindagi Lyrics | Mohit Chauhan – Fitoor (2009) | Mohit Chauhan | Mohit Chauhan

Meri tarah meri jindagi raat bhar mujhe dhundati rahi
Hosh gum ho gaye the, dosto ke ghar ki chhat pe

Meri tarah meri jindagi raat bhar mujhe dhundati rahi

Haaye jal jaayein yeh kaali ghataayein – (2)
Taaron se aage, yeh mehfil sajaayein
Ho ho hosh gum ho gaye the, baadalon pe chal rahein the
Meri tarah meri jindagi raat bhar mujhe dhundati rahi

Kaise tujhe main abb bhul paau – (2)
Sapane mein aake main tujhako sataau
Ho ho hosh gum ho gaye the, tum mujhe mil gaye the

Meri tarah meri jindagi raat bhar mujhe dhundati rahi
Dhundati rahi, meri jindagi mujhe dhundati rahi

MovieMohit Chauhan - Fitoor (2009)
SingerMohit Chauhan
Music ComposerMohit Chauhan
LyricistMohit Chauhan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *