Main hoon baadal mujhe chhuke hawa chale – (2)
Jhuk jaau jamin jahaan aasmaan ko chume
Bichhade jaise kahin mile
Main hoon baadal mujhe chhuke hawa chale – (2)
Barsunga main aake teri panaaho mein
Chal banake hawa tu mere liye
O milana bichhadake judana bikharake
Tere liye jaan de dunga – (3)
Le chal mujhako tu wahaan pe ghar baadalon ke ho jahaan pe
Wahaan hai aashiyaan mera
Yeh man aawaara phirega, tujh bin kaise barsega
Sun le aa meri sada
O milana bichhadake judana bikharake
Tere liye jaan de dunga – (2)
Tu hai mera meherbaan, tere liye jaan de dunga
Main hoon baadal mujhe chhuke hawa chale – (2)
Jhuk jaau jamin jahaan aasmaan ko chume
Main hoon baadal tere liye
| Movie | Mohit Chauhan - Fitoor (2009) |
| Singer | Mohit Chauhan |
| Music Composer | Mohit Chauhan |
| Lyricist | Mohit Chauhan |