Meri Nigah Mein Lyrics  | Veergati | Salman Khan, Divya Dutta | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Aadesh Shrivastava

Meri Nigah Mein Lyrics | Veergati | Salman Khan, Divya Dutta | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Aadesh Shrivastava

Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki,
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai

Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai

Labo pe aapke aaye na
Aaye naam mera
Labo pe aapke aaye na
Aaye naam mera
Mere labo pe dua banke
Aap rahte hai
Mere labo pe dua banke
Aap rahte hai
Ha kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai

Jamana sadiyo se
Jiski talash karta hai
Jamana sadiyo se
Jiski talash karta hai
Usi khushi ka pata banke
Aap rahte hai
Usi khushi ka pata banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai

Safar ki dhup mein jab
Chhon ki tamanna ho
Safar ki dhup mein jab
Chhon ki tamanna ho
Safar ki dhup mein jab
Chhon ki tamanna ho
To mere sath ghata banke
Aap rahte hai
To mere sath ghata banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai.

MovieVeergati
SingerKumar Sanu, Sadhana Sargam
DirectorK.K. Singh
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
Star CastSalman Khan, Divya Dutta, Atul Agnihotri, Pooja Dadwal
LabelEros Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *