Meri Maa Lyrics  | Chandragupta Maurya | Rushiraj Pawar, Deepti Dhyani | Shaan

Meri Maa Lyrics | Chandragupta Maurya | Rushiraj Pawar, Deepti Dhyani | Shaan

Main jab bhi dekhunga chandrama,
Teri hi loriyan yaad ayegi,
Jab so nhi paaunga main maa
Tu hi marg-darshak hai…
Sahara bhi tu…
Bhagwan ho nahi sakta…
Har samay yahan,
Isliye usne banaya tujhko maa,
O maa…ooo maa…
Meri maa…,o…meri maa…

Mera pehla dost hai tu hi maa,
Tujhe ho pata ki naa ho pata,
Main teri aankhon ka taara hun,
Tujhe ho pata ki naa ho pata…
Tu hi marg-darshak hai…
Sahara bhi tu…
Bhagwan ho nahi sakta…
Har samay yahan,
Isliye usne banaya tujhko maa,
Bhagwan ho nahi sakta…
Har samay yahan,
Isliye usne banaya tujhko maa…
Hooo hooo

MovieChandragupta Maurya
SingerShaan
DirectorBhushan Patel, Arif Shamsi, Avi Jain, Vaibhav Mutha
Star CastRushiraj Pawar, Deepti Dhyani, Manish Wadhwa, Nitin Prabhat, Rajeev Bhardwaj, Romanch Mehta, Sooraj Thapar, Tej Sapru
LabelImagine TV

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *