Mere liye woh gam-e-intzar chhod gaye
Gaye toh ek anokhi bahar chhod gaye
Mere liye woh………
Hajar kuchh ho mera dil palat nahee sakta – (2)
Unhi kee hontho se bekarar chhod gaye – (2)
Isi khayal se toh pyar kiya tha dil mera – (2)
Yahi huwa ke woh anjam-e-kar chhod gaye – (2)
Mujhe yeh gham hai kee meri juban ne kuchh naa kaha – (2)
Wohtoh meri diwan-e-gar chhod gaye – (2)
Mere liye woh……….
| Movie | Anokha Pyar |
| Singer | Lata Mangeshkar, Meena Kapoor |
| Music Composer | Anil Biswas |
| Lyricist | Behzad Lucknavi |