Mere Khuda Dil Gum Gaya Lyrics | Tulsi Kumar – Love Ho Jaaye | Tulsi Kumar | Monty Sharma

Na na na na na…….
(Mere khuda dil gum gaya, chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha, hai dard mein maja
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa) – (2)

Mehaka sama main bekhabar, bekal badi meri umar – (2)
Mausam badguma badala sa jahaan, kuchh toh huwa, kuchh toh huwa
Mere khuda dil gum gaya, chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha, hai dard mein maja
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa

Chaahat nayi sine mein hai, ek taajagi jine mein hai – (2)
Jhumein tan badan deewaana hai mann, kuchh toh huwa, kuchh toh huwa
Mere khuda dil gum gaya, chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha, hai dard mein maja
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa

MovieTulsi Kumar - Love Ho Jaaye
SingerTulsi Kumar
Music ComposerMonty Sharma
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *