Jis Dil Ko Ishq Ho Jaaye Lyrics | Tulsi Kumar – Love Ho Jaaye | Tulsi Kumar | Monty Sharma

Jis dil ko ishq ho jaaye -2 woh chain kabhi na paaye
(I am in love, it s about love
It s driving me crazy, b z it s love) – (2)
Jis dil ko ishq ho jaaye – (2)

Har ghadi bekhudi mujhape koyi chhaayi hai
Halchal si rehati hai sine mein
Kya kahu kaun si umrr yeh aayi hai
Masti hi masti hai jine mein
Mastaana jahaan aawaara sama tadpaaye
(I am in love, it s about love
It s driving me crazy, b z it s love) – (2)
Jis dil ko ishq ho jaaye – (2)

Na gali na shehar na khabar hai ghar ki
Paagal si phirati hoon raahon mein
Har jagah saath hai yaad abb dilbar ki
Hasrat kya jaagi hai aankhon mein
Tauba kya karu koyi toh mujhe samjhaaye
(I am in love, it s about love
It s driving me crazy, b z it s love) – (2)
Jis dil ko ishq ho jaaye – (2)

MovieTulsi Kumar - Love Ho Jaaye
SingerTulsi Kumar
Music ComposerMonty Sharma
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *