Mere Andhere Ghar Mein Lyrics  | Amar Rahe Ye Pyar | Rajendra Kumar, Nalini Jaywant | Asha Bhosle | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Mere Andhere Ghar Mein Lyrics | Amar Rahe Ye Pyar | Rajendra Kumar, Nalini Jaywant | Asha Bhosle | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya
Meri amawas ne achanak
Pyara poonam ka paya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya

Iske sang hai shayad
Mera koi purana nata
Iske sang hai shayad
Mera koi purana nata
Warna ye anjan khilona
Kaise is ghar aata
Dunia ke data ne dekho
Fir se hamko milaya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya

Har muskil aasan bana di
Isne mere ghar aake
Har muskil aasan bana di
Isne mere ghar aake
Hotho par muskan khila di
Isne mujhe apnake
Isne mujhe apnake
Sab dukh bhul gayi main apne
Jab se isko paya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya

Ji karta hai isko apni sari
Umar de dalu
Ji karta hai isko apni sari
Umar de dalu
Ek janam mein so janmo ka
Pyar isi se palu
Mere dil ka hai ye tukda
Koi na kahna paraya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya
Meri amawas ne achanak
Pyara poonam ka paya
Mere andhere ghar mein
Chand ek aaya.

MovieAmar Rahe Ye Pyar
SingerAsha Bhosle
DirectorPrabhu
Music ComposerRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
LyricistRamchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Star CastRajendra Kumar, Nalini Jaywant, Nanda
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *