Meraa Karma Too, Meraa Dharma Too Lyrics | Karma | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Laxmikant-Pyarelal

Meraa karma too, meraa dharma too
Teraa sab kuchh mai, meraa sab kuchh too

Har karam apna karenge -2, ai vatan tere liye
Dil diya hai jan bhee denge ai vatan tere liye

Too meraa karma too meraa dharma, too meraa abhiman hai
Ai vatan mehbub mere tujhpe dil kurban hai
Ham jiyenge ya marenge ai vatan tere liye
Dil diya hain jan bhee denge………

Hindu muslim sikh isai hamvatan hamnam hain
Jo kare inako juda majhab nahee iljam hai
Ham jiyenge ya marenge…….

Teree galiyo me chalakar nafarato kee goliya
Lutate hain sab lutere dulhano kee doliya
Lut raha hai aanp woh apne gharo ko lut kar
Khelte hain bekhabar apne lahu se holiya
Ham jiyenge ya marenge………

MovieKarma
SingerAnuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal
LyricistAnand Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *