Mera Dil Hai Tera , Tera Dil Hai Mera, Jabse Humne Dil Badle Hai Lyrics | An Evening In Paris | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Mera dil hai tera tera dil hai mera
Mera dil hai tera tera dil hai mera
Jab se hamne dil badle hai sara jag badla

Aaj ki khatir jane kab se dil tha aas lagaye
Jane kab se taras rahi thi aankhe pyas jagaye

Pyar ki diwani dunia me kho jane do do dil ko
Pagal thahra or bhi pagal ho jae do do dil ko

Dhum machate gate niklo niklo aaj idhar se
Khushiyo ki madmast ghata hai aaj to khulkar barse

MovieAn Evening In Paris
SingerMohammed Rafi
DirectorShakti Samanta
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastShammi Kapoor, Sharmila Tagore, K N Singh, Rajendra Nath, Pran, David, Shetty, Madan Puri, Sarita, Surendra Nath

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *