Mera Dil Chahe Lyrics | Yeh Naya Naya (Album) | Sonu Nigam

Mera Dil Chahe Lyrics | Yeh Naya Naya (Album) | Sonu Nigam

Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Dhadkano me tum ho samaaye
Bin tumhaare jiya nahi jaaye
Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Dhadkano me tum ho samaaye
Bin tumhaare jiya nahi jaaye

Mere tum paas ho
Kabhi to ye kaash ho
Ye mere pyaar ka
Tumko bhi ehsaas ho
Kitna tadapu ye to bataao
Ab to meri baahon me aao
Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Dhadkano me tum ho samaaye
Bin tumhaare jiya nahi jaaye

Tumhari yaad ke
Mehakate aanchal tale
Pata na ye chale
Kab raat ho kab din dhale
Kabhi jaadu aisa hua hai
Yun laga hai tumne chhuwa hai
Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Mera dil chaahe tumko jitna
Na kisi ko chaaha maine itana
Dhadkano me tum ho samaaye
Bin tumhaare jiya nahi jaaye.

MovieYeh Naya Naya (Album)
SingerSonu Nigam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *