MAYA THAGNI LYRICS | Jai Gangaajal | Priyanka Chopra

MAYA THAGNI LYRICS | Jai Gangaajal | Priyanka Chopra

Maya thagni naach nachaave
Maya thagni naach nachaave
Ehe zamana chaale re
Ab ehe zamana chaale re

Darr laage aur hansi aave
Darr laage aur hansi aave
Ab ehe zamana chaale re

Danka uska bolega
Danda jiske haath mein
Gher ke pehle maarenge
Baat karenge baad mein (x2)

Hawa badan mein sendh lagaave
Hawa badan mein sendh lagaave
Ehe zamana chaale re
Ab ehe zamana chaale re

Darr laage aur hansi aave
Darr laage aur hansi aave
Ab ehe zamana chaale re

Koyal hui retire
Kauve gaaye dar-baari
Kauve gaaye dar-baari
Kauve gaaye dar-baari
Aa.. dar-baari
Koyal hui retire
Kauve gaaye dar-baari

Billi karti hai yahan doodh ki chowkidari
Yahan doodh ki chowkidari
Yahan doodh ki chowkidari

Bhole ka damru madari bajaave
Bhole ka damru madari bajaave
Ehe zamana chaale re
Ab ehe zamana chaale re

Darr laage aur hansi aave
Darr laage aur hansi aave
Ab ehe zamana chaale re

Ab ehe zamana chaale re (x8)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *