Mausam Kee Tarah Tum Bhee Badal Toh Na Jaoge Lyrics | Jaanwar | Alka Yagnik, Manhar Udhas | Anand Milind

Mausam Kee Tarah Tum Bhee Badal Toh Na Jaoge Lyrics | Jaanwar | Alka Yagnik, Manhar Udhas | Anand Milind

Duniya ki tarah
Rasmo ki tarah
Wado ki tarah
Kasmo ki tarah
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge
Duniya badalti hai
Mausam badalte hai
Lekin mere dil ko badal nahi paoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge

Aasmano ke aage tumne wada kiya hai
Dil ke badle me maine pyar tumko diya hai
Dharti ki ambar ki kasam
Mujhko hai tere sar ki kasam
Najare badalati hain
Sapne badalte hain
Lekin meri dhadkan ko tum dhadkaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge

Meri pehali tamanna
Aakhari pyar ho tum
Ruh me bas gaye ho
Mere dildar ho tum
Aise hi tumhe chahunga mai
Tumhe dulhan bhi banaunga mai
Sehre badalte hain
Khushbu badalati hai
Pal pal meri saanso ko tum mahkaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge

Tumne dhoka diya toh kuchh bhi kar jaungi mai
Tum juda jo huye toh dekho mar jaungi mai
Meri manjil teri raaho me hai
Meri jannat teri baaho me hai
Raahe badalte hain
Raste badalte hain
Mai daudke aaunga jo mujhko bhulaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge
Mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge
Badal toh na jaoge
Badal toh na jaoge
Badal toh na jaoge

Lyrics typed by:pournima gujar

MovieJaanwar
SingerAlka Yagnik, Manhar Udhas
DirectorSuneel Darshan
Music ComposerAnand Milind
LyricistSameer
Star CastAkshay Kumar, Karisma Kapoor, Shilpa Shetty, Mohnish Behl, Ashutosh Rana, Aashish Vidyarthi, Johny Lever, Master Aditya Kapadia, Shakti Kapoor, Kader Khan, Jeetu Verma, Dinesh Hingoo, Rami Reddy, Viju Khote, Dolly Bindra, Huma Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *