Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
Gaye ja
Gaye ja
Gaye ja
Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
Gaye ja
Gaye ja
Gaye ja
Har sur pe dil yu dhadke
Ke saanso me agan bhadke sun kar ye sada
Har sur pe dil yu dhadke
Ke saanso me agan bhadke sun kar ye sada
Aise aaj gaa khamoshi bol uthe
Palke bhig jaye jal barse bina ghata
Gaye ja
Gaye ja
Gaye ja
Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
Gaye ja
Gaye ja
Gaye ja
Phir ek din le jayega
Ghunghta teraa uthayega koyi rajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta teraa uthayega koyi rajkumar
Phir ye rup rang ban jayega chaman
Hoga ang ang ek masti bhari bahar
Gaye ja
Gaye ja
Gaye ja
Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
Gaye ja
Gaye ja
Gaye ja
| Movie | Khamoshi |
| Singer | Kavita Krishnamurthy, Shraddha Pandit |
| Director | Sanjay Leela Bhansali |
| Music Composer | Jatin Lalit |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Nana Patekar, Salman Khan, Manisha Koirala, Seema Biswas, Helen, Himani Shivpuri, Raghuveer Yadav |

