Mat Puchho Lyrics | Aap Ki Pasand | Manhar Udhas | Manhar Udhas | Arjan Das

Mat puchho khud aakar dekho
Kaisa lagta hain
Mat puchho khud aakar dekho
Kaisa lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain

Kitna tumne dekha hoga kitna usne bhi
Kitna tumne dekha hoga kitna usne bhi
Aaina bhi ab to mujhko chehra lagta hain
Aaina bhi ab to mujhko chehra lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain

Parde mein ek chehra hain
Nurani hain to kya
Parde mein ek chehra hain
Nurani hain to kya
Sooraj bhi baadal ke pichhe
Saaya lagta hain
Sooraj bhi baadal ke pichhe
Saaya lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain

Sheesha tara sapna kya kya re tuta apna
Sheesha tara sapna kya kya re tuta apna
Dil bhi ab tutega aadam aisa lagta hain
Dil bhi ab tutega aadam aisa lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain
Khwabo mein bhi tumse milna
Achha lagta hain.

MovieAap Ki Pasand
SingerManhar Udhas
Music ComposerArjan Das
LyricistPrakash Rahule (Aadam)
Star CastManhar Udhas
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *