Mat Puchh Mera Hai Kaun Watan Lyrics  | Mr. India | Feroz Khan, Geeta Bali | Mohammed Rafi | G.S. Kohli

Mat Puchh Mera Hai Kaun Watan Lyrics | Mr. India | Feroz Khan, Geeta Bali | Mohammed Rafi | G.S. Kohli

Mat puchh mera
Hai kaun watan
Mat puchh mera
Hai kaun watan
Aur main kaha ka hu
Sara jaha hai mera
Main sare jaha ka hu
Mat puchh mera
Hai kaun watan
Aur main kaha ka hu
Sara jaha hai mera
Main sare jaha ka hu
Mat puchh mera
Hai kaun watan

Mai nchin mein hu
Chini japan me japani
London mein hu angrej
India mein hindustani
Mai jis ghadi jaha bhi hu
Samjho waha ka hu
Sara jaha hai mera
Main sare jaha ka hu
Mat puchh mera
Hai kaun watan

Sathi hu mai sabhi ka
Dusman nahi kisi ka
Mere liye barabar
Hai rus ya amrika
Auro ke liye jo lut
Jaye us karwa ka hu
Sara jaha hai mera
Main sare jaha ka hu
Mat puchh mera
Hai kaun watan

Mai tyag ka hu jadu
Jo sar pe chadke bole
Ek fuk se uda hu
Wo etmo ke gole
Kismat jo badal
De duniya ki
Us aasma ka hu
Mat puchh mera
Hai kaun watan
Arr main kaha ka hu
Sara jaha hai mera
Main sare jaha ka hu
Mat puchh mera
Hai kaun watan.

MovieMr. India
SingerMohammed Rafi
DirectorG.P. Sippy
Music ComposerG.S. Kohli
LyricistAnjaan
Star CastFeroz Khan, Geeta Bali, I.S.Johar, Helen
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *