Masti Ke Chaar Din Lyrics  | Madhubaala | Nafisa Ali, Gurpreet Singh | Sonu Kakkar | Bapi, Tutul

Masti Ke Chaar Din Lyrics | Madhubaala | Nafisa Ali, Gurpreet Singh | Sonu Kakkar | Bapi, Tutul

Masti ke chaar din hain
Baaki bekaar din hain
In kaa mazaa le baaki
Bhool jaa re bhool jaa
Masti ke chaar din hain
Baaki bekaar din hain
In kaa mazaa le baaki
Bhool jaa re bhool jaa
Dil pe naa lenaa yara
Kismat kaa khel sara
Masti me jee le baaki
Bhool jaa re bhool jaa
Masti ke chaar din hain
Baaki bekaar din hain
In kaa mazaa le baaki
Bhool jaa re bhool jaa

Kal huaa jo kal huaa
Woh to guzaraa pal huaa
Yaad naa kar bhool
Jaa in palo kaa le mazaa
Bhool jaa le mazaa bhool jaa
Masti ke chaar din hain
Baaki bekaar din hainn
In kaa mazaa le baaki
Bhool jaa re bhool jaa
Dil pe naa lenaa yara
Kismat kaa khel sara
Masti mein jee le baaki
Bhool jaa re bhool jaa

Ajanabi chehare yaha
Ajanabi si daastaa
Daastaa ko bhool jaa
In palo kaa le mazaa
Bhool jaa le mazaa bhool jaa
Masti ke chaar din hain
Baaki bekaar din hain
In kaa mazaa le baaki
Bhool jaa re bhool jaa
Dil pe naa lenaa yara
Kismat kaa khel sara
Masti me jee le baaki
Bhool jaa re bhool jaa.

MovieMadhubaala
SingerSonu Kakkar
DirectorShivram Yadav
Music ComposerBapi, Tutul
LyricistSandeep Nath
Star CastNafisa Ali, Gurpreet Singh, Abhay Bhargava, Anil Nagrath, Vishwajeet Pradhan
LabelVenus

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *