Kaahe Badra Tu Barse Lyrics  | Madhubaala | Nafisa Ali, Gurpreet Singh | Shreya Ghoshal | Bapi, Tutul

Kaahe Badra Tu Barse Lyrics | Madhubaala | Nafisa Ali, Gurpreet Singh | Shreya Ghoshal | Bapi, Tutul

Kaahe badaraa tu barase
Badaraa nirmohi re
Kaahe badaraa tu barase
Badaraa nirmohi re
Peer mitaai nahin
Jaa ke baras tu kahi
Man ko lagaao nahin thes
Kaahe badaraa tu barase
Badaraa nirmohi re

Ab ke jo aaye neer bahaaye
Jal jal jaaye mora jiyaa
Ab ke jo aaye neer bahaaye
Jal jal jaaye mora jiyaa
Man bharamaaye kaise bataaye
Chup ho gaye aur honth piyaa
Peer mitaai nahin
Jaa ke baras tu kahi
Man ko lagaao naahi thes
Kaahe badaraa tu barase
Badaraa nirmohi re

Yun toh jag hain saamane
Sab hain apna koi naa dikhta
Yun toh jag hain saamane
Sab hain apna koi naa dikhta
Suuraj aaye chandaa aaye
Ghor andhera na mit
Taa peer mitaai nahinn
Jaa ke baras tu kahi
Man ko lagaao nahin thes
Kaahe badaraa tu barase
Badaraa nirmohi re nirmohi re
Nirmohi re nirmohi re.

MovieMadhubaala
SingerShreya Ghoshal
DirectorShivram Yadav
Music ComposerBapi, Tutul
LyricistSandeep Nath
Star CastNafisa Ali, Gurpreet Singh, Abhay Bhargava, Anil Nagrath, Vishwajeet Pradhan
LabelVenus

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *