Masti bhri raat sanam
Aa dil ki baat sanam
Fir aaye na aaye bahar
Masti bhri raat sanam
Aa dil ki baat sanam
Fir aaye na aaye bahar
Bit na jaye rangin jawani
Bit na jaye rangin jawani
Kal ki kise khabar koun jaani
Chand jawa hai raat hasi hai
Aaj kisiko hosh nahi hai
Chand jawa hai raat hasi hai
Aaj kisiko hosh nahi hai
Aese me kar le mulakat sanam
Masti bhri hai raat sanam
Dil ki baat sanam
Aaye na aaye bahar
Aaja bulaye tujhe pyar bhara dil
Aaja bulaye tujhe pyar bhara dil
Sajne lage aaj mano ki mehfil
Dhum macha ke nach dikha ke darde mohabbat dil me jaga ke
Dhum macha ke nach dikha ke darde mohabbat dil me jaga ke
Taaro ki aayi barat sanam
Masti bhri hai raat sanam
Masti bhri hai raat sanam
Dil ki baat sanam
Aaye na aaye bahar
Masti bhri hai raat sanam
Dil ki baat sanam
Aaye na aaye bahar
| Movie | Jahazi Lutera |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Aakkoo |
| Music Composer | Bulo C Rani |
| Lyricist | Sartaj Rahmani |
| Star Cast | Jairaj, Shashikala, Anwar, Habib, Maruti |

