Mastana mausam hai
Rangin najara
Dhadkan kya kehti hai
Samjho ishara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Mastana mausam hai
Rangin najara
Dhadkan kya kehti hai
Samjho ishara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Chori chori maine tumse pyar kiya hai
Mano o jana
Tumne mujhko kitna bekarar kiya hai
Mushkil batana
Koyi bhi toh naa jane ham kaise divane huye
Duniya me naa koi tumse hai pyara
Dhadkan kya kehti hai
Samjho ishara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Ho chahat kaa mausam hai jawan
Khoye khoye se ham yaha
Khwabo me mai toh kho gayi
Divani si mai ho gayi
Lagta hai hoga nahi tum bin gujara
Dhadkan kya kehti hai
Samjho ishara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Mastana mausam hai
Rangin najara
Dhadkan kya kehti hai
Samjho ishara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Aaj se janeman dil hai tumhara
Dil hai tumhara
Dil hai tumhara
Dil hai tumhara
Dil hai tumhara
| Movie | Dil Hai Tumhaara |
| Singer | Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan |
| Director | Kundan Shah |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Preity Zinta, Arjun Rampal, Mahima Choudhary, Jimmy Sheirgill, Rekha, Sachin Khedekar, Alok Nath, Anjan Srivastava, Govind Namdeo, Vivek Shauq, Dilip Joshi, Achyut Potdar, Natasha Sinha, Gajraj Rao |

