Mashooqa Ae Mashooqa Lyrics | Meri Aan | Mohammed Aziz | Ravindra Jain

Mashooqa Ae Mashooqa Lyrics | Meri Aan | Mohammed Aziz | Ravindra Jain

Mashuka ae mashuka vai vai mashuka
Alla alla oye sharmili aankhe
Tauba tauba ye nashili aankhe vai vai
Alla alla oye sharmili aankhe
Tauba tauba ye nashili aankhe
Dil ki dushman jaan ki dushman ye aankhe iman ki dushman
Dil me ghar kar gai mashuka vai vai mashuka

Charo taraf hai jalvo ki barish
Samne mere johra jabi hai
Charo taraf hai jalvo ki barish
Samne mere johra jabi hai
Husn ki doulat wala jaha me
Tujhse bathkar koi nahi hai
Mai tujhe hasil karke rahunga
Janejaha mujhe pura yaki hai
Mashuka vai vai mashuka
Taro jaisi chamkili aankhe
Sapno bhari rangili aankhe
Alla alla oye sharmili aankhe
Tauba tauba ye nashili aankhe
Dil ki dushman jaan ki dushman ye aankhe iman ki dushman
Dil me ghar kar gai mashuka vai vai mashuka

Aaja tu mere pahlu me aaja
Meri ja taklus achha nahi hai
Aaja tu mere pahlu me aaja
Meri ja taklus achha nahi hai
De de ijajat pyar ki ya phir
Kah de ke pyar mera sachha nahi hai
La mai jigar ke phul se likh du
Rang wafa ka kachha nahi hai
Mashuka vai vai mashuka
Mane nahi hathili aankhe
Ghayal kare ye katili aankhe
Alla alla oye sharmili aankhe
Tauba tauba ye nashili aankhe
Dil ki dushman jaan ki dushman ye aankhe iman ki dushman
Dil me ghar kar gai mashuka vai vai mashuka
Mashuka vai vai mashuka

MovieMeri Aan
SingerMohammed Aziz
Music ComposerRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Star CastChandrashekhar, Sanjay Dutt, Ayub Khan, Farheen, Shahbaaz Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *