Mar Jayenge Hum Lyrics | Zalzala | Hari Om Sharan, Uday Mazumdar, Mohammed Aziz, Hariharan | R D Burman

Om namah shivay namah om namah shivay namah

Jai shiv shankar namahmi shankar shiv shankar shambhu

Shiv shankar shambhu jai girijapati bhavani shankar
Namahmi shankar shiv shambhu
Shiv shankar shambhu shiv shankar shambhu
Shiv shankar shambhu

Aashish teri lekar charno ko tere chhukar
Jivan bhi apna dekar duniya sawaar denge
Ek saans tan me jab tab sach ke liye ladenge

Mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

Dhan ke pujariyo ke aage na hum jhukenge

Sone ke taraju me insaan ko na tolenge
Anyaay ka sehna bhi anyaay hi karna hai
Anyaay ka sehna bhi anyaay hi karna hai
Dar dar ke jine se to achchha kai marna hai
Bund aakhri lahu ki tujhpe hi waar denge
Bund aakhri lahu ki tujhpe hi waar denge
Mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge
Mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

Vish pan kiya tune hum bhi zehar piyenge
Auro ke liye hum bhi teri tarah jiyenge
Sharminda ho na jaaye bhakto ke teri bhakti

Trishul dhaari shankar de de tu apni shakti
Dharti se paap ka hum bojhaa utaar denge
Dharti se paap ka hum bojhaa utaar denge
Mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge
Mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge
Mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge
Mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

MovieZalzala
SingerHari Om Sharan, Uday Mazumdar, Mohammed Aziz, Hariharan
DirectorHarish Shah
Music ComposerR D Burman
LyricistIndeevar
Star CastDharmendra, Anita Raaj, Rajeev Kapoor, Danny Denzongpa, Shatrughan Sinha, Vijeyta Pandit, Kimi Katkar, Lalita Pawar, Puneet Issar, Karan Kapoor, Rati Agnihotri, Bhagwan, Sudhir Dalvi, Dan Dhanoa, C S Dube, Ghanshyam, Gulshan Grover, Jagdeep, Goga Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *