Maine Tujhe Chhuwa Toh Tan Jala Lyrics | Justice Chowdhary (1983) | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala – (2)
O jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi
Kis tarah se bolo yeh aag dabegi
Do hriday milenge tabhi aag bujhegi
Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala

Bolo kya mausam dil apana behlaayega
Na na na mausam toh tanaha kar jaaygea
Baadal se bol dil pyaasa bhar jaayega
Na na na baadal toh pyaasa tarsaayega ho baaba
Haay haay haay madhur milan hoga tabhi pyaas bujhegi
Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala
O jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi
Kis tarah se bolo yeh aag dabegi
Do hriday milenge tabhi aag bujhegi
Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala

Mere tan par haay kyun kar na paani ruk paaya
Haan chikani hai itani ho gori teri kaaya
Gaata lehraata yeh saawan kyun chhaaya
Tere baalon ke chumban ko saawan yeh aaya o baaba
Haay haay haay hont tere chhuke bund bhaamp banegi

Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala
O jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi
Kis tarah se bolo yeh aag dabegi
Do hriday milenge tabhi aag bujhegi

Haan mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala

MovieJustice Chowdhary (1983)
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *