Maine Sawan Se Kaha Dil Ki Aag Bhuja Lyrics | Ankhon Mein Tum Ho | Kumar Sanu | Anu Malik

Maine Sawan Se Kaha Dil Ki Aag Bhuja Lyrics | Ankhon Mein Tum Ho | Kumar Sanu | Anu Malik

Maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja
Sawan ne kaha chupke se jal ja
Maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja
Badal ne kaha tu pagal hai tu kya
Maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja
Sawan ne kaha chupke se jal ja
Maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja
Badal ne kaha tu pagal hai tu kya

Sawan ke bas ki baat nahi badal ke bas ka kaam nahi
Is rogh ki koi dawa nahi is dard ka koi naam nahi
Maine jham se kaha mujhko jalne se bacha
To jham ne kaha le aag pi ja
Maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja
Sawan ne kaha chupke se jal ja
Maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja
Badal ne kaha tu pagal hai tu kya

Mujhko pine ka sauk nahi ye dil ki lagi bhujani hai
Aankho me kitne aanshu hai sagar me kitna pani hai
Maine sagar se kaha meri pyas tu bhuja
Sagar ne kaha dhub ke mar ja
Maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja
Sawan ne kaha chupke se jal ja
Maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja
Badal ne kaha tu pagal hai tu kya

Jis roj ye mera dil tuta us roj badi barsat hui
Barso me us harjai se ek din jo meri mulakat hui
Maine us se ye kaha meri kya khata
To usne kaha tune pyar hai kiya
Maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja
Sawan ne kaha chupke se jal ja
Maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja
Badal ne kaha tu pagal hai tu kya

MovieAnkhon Mein Tum Ho
SingerKumar Sanu
DirectorAshim Samanta
Music ComposerAnu Malik
LyricistAnand Bakshi
Star CastSharad Kapoor, Satyen Kappu, Ashok Kumar, Pramod Moutho, Suman Ranganathan, Rohit Roy, Rakhee, Ram Mohan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *