Maine Daba Li Thi Jo Aag Seene Me, Phir Tune Bhadka Di Thi Lyrics | Tum Mere Ho | Anuradha Paudwal | Anand Milind

Maine Daba Li Thi Jo Aag Seene Me, Phir Tune Bhadka Di Thi Lyrics | Tum Mere Ho | Anuradha Paudwal | Anand Milind

Maine daba li thi jo aag seene me
Fir tune bhadka di ki mai to dubi pasine me
Ab to sulge to maja aa jaye jeene me
Jalu mai bhi jale tu bhi jalu mai bhi jale tu bhi
Maine daba li thi jo aag seene me
Fir tune bhadka di ki mai to dubi pasine me
Ab to sulge to maja aa jaye jeene me
Jalu mai bhi jale tu bhi jalu mai bhi jale tu bhi

Ghar se nikhli thi mai tujhse milne ko
Dhalte sabnam me mahakne khilne ko
Ghar se nikhli thi mai tujhse milne ko
Dhalte sabnam me mahakne khilne ko
Are jaag uthi tan me jaise koi jawala
Shabnam ko bhi tune shola bana dala
Shola yahi bhadka aa tere sine me
Jalu mai bhi jale tu bhi jalu mai bhi jale tu bhi

Kab se thadpu re mai teri bavariya
Khul ke milne de sapere savariya
Kab se thadpu re mai teri bavariya
Khul ke milne de sapere savariya
Ab jo jahar maine pala umar bhar se
Chakhle tu bhi baaho me aakar ke
Jeena jahar ban jaye to kya hai jeene me
Jalu mai bhi jale tu bhi jalu mai bhi jale tu bhi
Maine daba li thi jo aag seene me
Fir tune bhadka di ki mai to dubi pasine me
Ab to sulge to maja aa jaye jeene me
Jalu mai bhi jale tu bhi jalu mai bhi jale tu bhi

MovieTum Mere Ho
SingerAnuradha Paudwal
DirectorTahir Hussain
Music ComposerAnand Milind
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastAamir Khan, Juhi Chawla, Ishrat Ali, Ajit Vachchani, Kalpana Iyer, Sudhir Pandey, Nath Zutshi, Suhas Joshi, Somesh Agarwal, Reshma, Prem Sagar, Manmouji, Anirudh Agarwal, Prakash Agarwal, Karishma, Navin Kumar, Manish, Sharmila

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *