Jal gayi pighal gayi
Bewajah machal gayi
Tan ko mere chhu gaya jo paani
Jal gayi pighal gayi
Bewajah machal gayi
Tan ko mere chhu gaya jo paani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Jal gayi pighal gayi
Bewajah machal gayi
Tan ko mere chhu gaya jo paani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Pyaas koi hamesa jalaye sataye
Sokh chanchal hawa chhed jaaye
Pyaas koi hamesa jalaye sataye
Sokh chanchal hawa chhed jaaye
Mujhko to hosh nahi
Mera to dosh nahi
Main to begaani haan
Kaise main badal gayi
Sokhiyon mein dhal gayi
Ang ang mein nayi rawaani
Kaise main badal gayi
Sokhiyon mein dhal gayi
Ang ang mein nayi rawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Bekraari jawa hain
Nasha hain suhaana
Mere bas mein nahi dil deewana
Bekraari jawa hain
Nasha hain suhaana
Mere bas mein nahi dil deewana
Masti mein chur hui
Bachpan se dur hui
Main to anjaani haay
Fars pe phisal gayi
Gir ke phir sambhal gayi
Bekhudi mein khoyi zindagani
Fars pe phisal gayi
Gir ke phir sambhal gayi
Bekhudi mein khoyi zindagani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Jal gayi pighal gayi
Bewajah machal gayi
Tan ko mere chhu gaya jo paani
Jal gayi pighal gayi
Bewajah machal gayi
Tan ko mere chhu gaya jo paani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
Abhi abhi aayi jawaani
| Movie | Zameer |
| Singer | Alka Yagnik |
| Director | Rajat Rawail |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Sanjay Kapoor, Shilpa Shetty, Kader Khan, Paresh Rawal, Om Puri, Gulshan Grover, Laxmikant Berde, Kulbhushan Kharbanda, Arif Khan, Asrani, Birbal, Ghanshyam, Shakti Kapoor, Yunus Parvez |

