(Main ro na padu abb tumhe yeh bataakar – (2)
Bahot yaad aaoge tum door jaakar) – (2)
(Har ik cheej yu toh shahar me wahi hai
Har ik raah suni magar lag rahi hai) – (2)
Main dekhi jidhar bhi najar ko uthakar
Main ro na padu abb tumhe yeh bataakar
(Teri yaad yu toh hai dil ka sahaara
Kisi mode par phir ho milana hamaara) – (2)
Yaadein dimaagi hai tuti duwa par
Main ro na padu abb tumhe yeh bataakar – (2)
Bahot yaad aaoge tum door jaakar – (2)
| Movie | Hum Phirr Milein Na Milein |
| Singer | Neeraj Sridhar, Sunidhi Chauhan |
| Music Composer | Sameer |