Main Na Janu Mere Dil Ko Lyrics | Aashiyana | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

(Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya) – (2)

(O piya hay re dole jiya
Dil ka karar liya hay re hay kya kiya) – (2)
Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya

(Aa ja re aankho me chha ja re
Dil ko hansa ja re, apana bana ja re) – (2)
Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya

(Kya mila pyar ka mujhe sila
Dil ka na phul khila, tujhse hai mera gila) – (2)
Main na janu mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya

MovieAashiyana
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerMadan Mohan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *