Main Diwaanaa, Maano Maano Yaa Na Maano Lyrics | Zameen Aasman | Kishore Kumar | R D Burman

Main Diwaanaa, Maano Maano Yaa Na Maano Lyrics | Zameen Aasman | Kishore Kumar | R D Burman

Mai diwana dil diwana tu diwani ya ya
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Mai diwana dil diwana tu diwani ya ya
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha

Har mod pe dil se dil kaise takara gaya
Samajho to qismat ka aakhir ishaara hai kya
Har mod pe dil se dil kaise takara gaya
Samajho to qismat ka aakhir ishaara hai kya
Do dilo ki dosti ye
Do dilo ki dosti ye hai puraani ya ya
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha

Surat ye aankho se dil me utarati gayi
Baato hi baato me ye baat badhati gayi
Aji surat ye aankho se dil me utarati gayi
Baato hi baato me ye baat badhati gayi
Be-iraada ban gayi hai
Be-iraada ban gayi hai kya kahaani ya ya
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha

Jaan-e-tamannaa mere dil ko pahachaan lo
Behatar yahi hai ke saathi mujhe maan lo
Jaan-e-tamannaa mere dil ko pahachaan lo
Behatar yahi hai ke saathi mujhe maan lo
Dil mile to jhum jaaye
Dil mile to jhum jaaye zidagaani ya ya
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Mai diwana dil diwana tu diwani ya ya
Maano maano ya na maano meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha

MovieZameen Aasman
SingerKishore Kumar
DirectorBharat Rangachary
Music ComposerR D Burman
LyricistAnjaan
Star CastShashi Kapoor, Rakhee, Rekha, Anita Raaj, Sanjay Dutt, Mazhar Khan, Satyen Kappu, Kalpana Iyer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *