Main Dilruba Hoon Lyrics | Hum Hain Lajwab | Kavita Krishnamurthy | R D Burman

Main Dilruba Hoon Lyrics | Hum Hain Lajwab | Kavita Krishnamurthy | R D Burman

Main dilruba hoon saare shehar mein sabke dilon pe likha hai
Mera naam aur pata
Main dilruba main dilruba main dilruba ho main dilruba
Ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
Ho ho ho main dilruba main dilruba

Nind agar udd jaaye kisi ki are chain agar udd jaaye kisi ka
Nind agar udd jaaye kisi ki are chain agar udd jaaye kisi ka
Ho log kahe mujhase ho na ho ye hai kaam tera
Main dilruba main dilruba main dilruba ho main dilruba
Ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
Ho ho ho main dilruba main dilruba

Baate meri misri ki daliya are aankhe meri jannat ki galiya
Baate meri misri ki daliya are aankhe meri jannat ki galiya
Ho ho inn galiyon mein jo aaya wo rasta bhul gaya
Main dilruba main dilruba main dilruba ho main dilruba
Ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
Ho ho ho main dilruba main dilruba main dilruba main dilruba

MovieHum Hain Lajwab
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorMohan Sehgal
Music ComposerR D Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastKumar Gaurav, Padmini Kolhapure, Kalpana Iyer, Monty, Shakti Kapoor, Kamal Kapoor, Rakesh Bedi, Birbal, Satyen Kappu, Huma Khan, Kiran Virale, Vikas Anand, Ravindra Kapoor, Viju Khote, Yunus Parvez

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *