Mai Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Lyrics | Hum Dono (Rangeen) | Mohammed Rafi

Mai Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Lyrics | Hum Dono (Rangeen) | Mohammed Rafi

Mai zindgi ka sath nibhata chala gaya
Har fikr ko dhuye me udata chala gaya
Har fikr ko dhuye me udata chala gaya

Barbadiyo ka shok manana fajul tha
Barbadiyo ka shok manana fajul tha
Manana fajul tha
Manana fajul tha
Barbadiyo ka jashan manata chala gaya
Barbadiyo ka jashan manata chala gaya
Har fikr ko dhuye me uda

Jo mil gaya usi ko mukadar samajh liya
Jo mil gaya usi ko mukadar samajh liya
Mukadar samaj liya
Mukadar samaj liya
Jo kho gaya mai usko bhulata chala gaya
Jo kho gaya mai usko bhulata chala gaya
Har fikr ko dhuye me uda

Gham or khusi me fark na mahasus ho jaha
Gham or khusi me fark na mahasus ho jaha
Na mhasus ho jaha
Na mhasus ho jaha
Mai dil ko uss mukam pe lata chala gaya
Mai dil ko uss mukam pe lata chala gaya
Mai zindgi ka sath nibhata chala gaya
Har fikr ko dhuye me udata chala gaya

MovieHum Dono (Rangeen)
SingerMohammed Rafi
LyricistSahir Ludhianvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *