Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Lyrics  | Baap Bete | Ashok Kumar, Lalita Pawar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Lyrics | Baap Bete | Ashok Kumar, Lalita Pawar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

Hotho se jab jab wo murli lagaye
Hotho se jab jab wo murli lagaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Sakhi ro fir tu hi bata
Sakhi ro fir tu hi bata
Dil kaise na koi hare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

Kitna bhi koi manwa ko roke
Kitna bhi koi manwa ko roke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Sakhi ri koi bas na chale
Sakhi ri koi bas na chale
Jab mohan ki bansi pukare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare.

MovieBaap Bete
SingerLata Mangeshkar
DirectorRaja Paranjpe
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistRajendra Krishan
Star CastAshok Kumar, Lalita Pawar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *