Mai Pyar Karu Unse Lyrics | Mangala | Shamshad Begum | E Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla

Mai Pyar Karu Unse Lyrics | Mangala | Shamshad Begum | E Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla

Main pyar karu unse
Main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai
Karo ji pyar shok se ye kya sawal hai
Main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai
Karo ji pyar shok se ye kya sawal hai
Main pyar karu ek do teen

Sharma raha hai aaina kiski lagi hai nazar
Sharma raha hai aaina kiski lagi hai nazar
Gayab hai bachpan shabab me
Dhundhu main kaise kidhar
Payal ki chan chan me
Kangan ki khan khan me kiska kamaal hai
Payal ki chan chan me
Kangan ki khan khan me kiska kamaal hai
Rakhiyo kadam sambhal ke matwali chaal hai
Mai pyar karu ek do teen

Koi bula raha hai pyar se jane ye kya raaz hai
Koi bula raha hai pyar se jane ye kya raaz hai
Chhede bina hi batere dil bhi nirala saaz hai
Saawan me faagun hai faagun me saawan hai
Duniya nihaal hai
Kal to gaal laal the ab aankh laal hai
Main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai
Karo ji pyar shok se ye kya sawal hai
Main pyar karu ek do teen

MovieMangala
SingerShamshad Begum
DirectorS S Vasan
Music ComposerE Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla
LyricistPandit Indra
Star CastRanjan, Bhanumati, Agha, David, Swaraj, B S Kale, Badri Prasad, Suryaprabha, J Duraiswamy

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *