Mai Hu Deewana Mujhko Sambhalo, Apna Bana Lo Lyrics | Apna Bana Lo | Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Mai Hu Deewana Mujhko Sambhalo, Apna Bana Lo Lyrics | Apna Bana Lo | Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Mai hu diwana mujhko sambhalo
Arey mujhko sambhalo apna bana lo
Mai hu diwana mujhko sambhalo
Arey mujhko sambhalo apna bana lo
Beghar begana dil me basa lo
Arey dil me basa lo apna bana lo
Mai hu diwana mujhko sambhalo
Arey mujhko sambhalo apna bana lo

Kya hai bharosa jivan ka pyare
Mai mar gaya to royenge sare
Kya hai bharosa jivan ka pyare
Mai mar gaya to royenge sare
Jine do mujhko pine do mujhko
Jine do mujhko pine do mujhko
Chhodo bahana bottal nikalo
Bottal nikalo apna bana lo
Mai hu diwana mujhko sambhalo
Arey mujhko sambhalo apna bana lo

Baato ka jadu aankho ko sapna
Is apne pan ke bin kya hai apna
Baato ka jadu aankho ko sapna
Is apne pan ke bin kya hai apna
Is apne pan ke bin kya hai apna
Sab ek rab ka rab ek sab ka
Sab ek rab ka rab ek sab ka
Hans ke gale se sab ko laga lo
Are sab ko laga lo apna bana lo
Mai hu diwana mujhko sambhalo
Arey mujhko sambhalo apna bana lo

Vo aaj hai kya jo kal rahe hai
Sab hai musafir sab chal rahe hai
Vo aaj hai kya jo kal rahe hai
Sab hai musafir sab chal rahe hai
Yu chalte chalte jivan ke raste
Yu chalte chalte jivan ke raste
Jo gir pade tum usko utha lo
Are usko utha lo apna bana lo
Arey mujhko sambhalo apna bana lo
Beghar begana dil me basa lo
Arey dil me basa lo apna bana lo
Apna bana lo apna bana lo apna bana lo

MovieApna Bana Lo
SingerKishore Kumar
DirectorJ Om Prakash
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastJeetendra, Rekha, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Kalpana Iyer, Lalita Pawar, Baby Pinky, Vikas Anand, Rakesh Bedi, Mohan Choti, Sunil Dhawan, C S Dube, Javed Khan, Jr Mehmood, Deepak Parashar, Asha Sharma, Indu Shivraj, Sunder

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *