Madhbhari Yeh Hawayen Lyrics  | Anokha Daan | Tarun Bose, Anil Dhawan | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Madhbhari Yeh Hawayen Lyrics | Anokha Daan | Tarun Bose, Anil Dhawan | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Madhbhari yeh hawayein
Madhbhari yeh hawayein paas aaye
Naam lekar mujhako ye bulaaye

Madhbhari yeh hawayein
Madhbhari yeh hawayen paas aaye
Naam lekar mujhako ye bulaaye
Madhbhari yeh hawayein

Main ne raato se kar li dosti taaro ke liye
Aur churaa ke liya maine ye din
Bahaaro ke liye
Main ne raato se kar li dosti taaro ke liye
Aur churaa ke liya maine ye din
Bahaaro ke liye
Ai zami aasamaa mujhako do duaaye
Madhbhari yeh hawayein

Maine laharo ki baahe tham kar
Dhudhe hai bhavar
Saahilo pe kisi ajanabi ki talaashi hai dagar
Maine laharo ki baahe tham kar
Dhudhe hai bhavar
Saahilo pe kisi ajanabi ki talaashi hai dagar
Kaash le kar unhe lahare laut aaye
Madhbhari yeh hawayein.

MovieAnokha Daan
SingerLata Mangeshkar
DirectorAsit Sen
Music ComposerSalil Chowdhury
LyricistYogesh Gaud
Star CastTarun Bose, Anil Dhawan, Kabir Bedi, Zaheera
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *