Maanunga Maanunga Jo Tera Kehana Hai Lyrics | Whats Your Raashee | Pamela Jain | Sohail Sen

Maanunga Maanunga Jo Tera Kehana Hai Lyrics | Whats Your Raashee | Pamela Jain | Sohail Sen

Maanunga maanunga jo tera kehna hai
Tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai
Meri koyi marji nahi
Ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha
Maanunga maanunga jo tera kehna hai
Tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai
Meri koyi marji nahi
Ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

Ho doriya teri mere haath mein saari hai
Tujhpe mera kabja hai
Jo bhi ab rasta main tujhko dikhaau
Wo hi tera rasta hai
Maanunga maanunga jo tera kehna hai
Tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai
Meri koyi marji nahi
Ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

Tu hai kaun aur main hoon kaun
Ab kaise main kahu
Jiska remote hai paas tere haan
Main wo machine hoon
Ho switch on karu tujhe switch off karu tujhe
Hai ye mere bas mein
Aazaadi nahi paayega mujhse saikado baras mein
Maanunga maanunga jo tera kehna hai
Tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai
Meri koyi marji nahi
Ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

Tera hukm hai sar aankhon par
Tera gulaam gulaam gulaam hoon
Tera hukm hai sar aankhon par tera gulaam hun
Jo tu kahe bin soche samajhe karta wo kaam hun
Tere jine ka bas matlab ye hai
Mujhe khush karna hai
Aag ke dariya mein bhi
Main kahu to tujhko utarna hai
Maanunga maanunga jo tera kehna hai
Tere ishaaron pe ab mujhe chalna hai
Meri koyi marji nahi
Ab yun hi jina hai ab yun hi marna ha

MovieWhats Your Raashee
SingerPamela Jain
DirectorAshutosh Gowariker
Music ComposerSohail Sen
LyricistJaved Akhtar
Star CastHarman Baweja, Anjan Srivastava, Visshwa Badola, Rajesh Vivek, Dilip Joshi, Darshan Jariwala, Honey Chhaya, Daya Shanker Pandey, Pratik Dixit, Geeta Tyagi, Pramod Moutho, Yuri Suri, Priyanka Chopra, Manju Singh, Bhairavi Vaidya, Manoj Shah

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *