Maana Meree Ai Jindagee Lyrics | Oh Sweetheart (Album) | Amit Kumar

Maana meree ai jindagee tha teraa sang pyaara – (2)
Magar bula raha hai mujhe koyee sunsaan kinaara
Maana meree ai jindagee tha teraa sang pyaara
Magar bula raha hai mujhe koyee sunsaan kinaara

Haay kitne sapne sach bhee toh huye the, aur jaane kitne tute
Aur kai ghair apane bhee toh huye the, kai apne hamse chhute
Bit gaya woh din -2 pyaara, khel hua khatam saara
Koyee sunsaan kinaara, maana meree ai jindagee………

Jivan bhar toh chale aur kabhee bhaage, magar abb thak chuke hain
Puchhe mann meraa jaane kaun hai woh, kiske liye ham ruke hain
Jaane kab hoga -2 ishaara, puchhe yeh mann bechaara
Koyee sunsaan kinaara, maana meree ai jindagee…
Koyee sunsaan kinaara – (4)

MovieOh Sweetheart (Album)
SingerAmit Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *