Le Le Dil Ko Le Le Kismat Ke Hai Ye Mel Lyrics | Shahenshah | Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Le le dil ko le le kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel

Ye husn ye jawani ye aag aur ye pani
Sab kuch tere liye hai aa teri maharbani
Dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Mahaka hua hai gulshan do char phul chun le
Ye bat hai phate ki ae mere yaar sun le
Dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Duniya ka gam bhula de dil ka sanam leke
Ho ja kisi pe sadke allah ka naam leke
Dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le

Le le dil ko le le kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel

MovieShahenshah
SingerGeeta Dutt
DirectorAmiya Chakraborty
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastRanjan, Kamini Kaushal, K N Singh, Mukri, Agha, Ramesh Sippy, Shakila, Cuckoo, Achla Sachdev, Neeru

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *