Bas aap pehali bar dil me utar gaye
Lakho haseen meri najar se gujar gaye
Bas aap pehali bar dil me utar gaye
Lakhon jawan meri najar se gujar gaye
Bas aap pehali bar dil me utar gaye
Lakhon hasin meri najar se gujar gaye
Tanha tha raat din mai aapke bina
Har ek pal aap ki dil ko talash thi
Ek roj milenge aap kehati thi dhadkane
Betab jindagi ko milne ki aas thi
Milne se aap ke ham toh nikhar gaye
Bas aap pehli bar dil me utar gaye
Lakhon jawan meri najar se gujar gaye
Chahat me aap ki chhaya hai woh nasha
Mai nam aap ka likhta hu har jaga
Denge na dil kisi ko yeh khayi thi kasam
Dekha jo aap ko toh tod di kasam
Diwana hamko aap ek pal me kar gaye
Bas aap pehli bar dil me utar gaye
| Movie | Main Khiladi Tu Anari |
| Singer | Kumar Sanu, Asha Bhosle |
| Director | Sameer Malkan |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Anwar Sagar |
| Star Cast | Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Rageshwari, Shakti Kapoor, Kader Khan, Johny Lever, Beena, Mukesh Khanna, Raveena Tandon, Goga Kapoor, Shiva, Anant Mahadevan, Brijesh Tiwari, Master Mohsin |

