Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal Lyrics | Chor Aur Chand | S P Balasubramaniam, Anuradha Paudwal | Nikhil Vinay

Lagne laga hai mujhe aaj kal ke tum saj chhedo mai gau ghajal
Mehsus yun hota hai kyun ke har pal mai tere sath rahu

Lagne laga hai mujhe aaj kal

Kya kahti hai suno tanhaiya
Yeh lene lagi rut angdaiya
Udti huyi vaqt ki dhul se chun le chalo rang har phul se
Lagne laga hai mujhe aaj kal ke tum saj chhedo mai gau ghajal
Mehsus yun hota hai kyun ke har pal mai tere sath rahu
Mehsus yun hota hai kyun ke har pal mai tere sath rahu
Lagne laga hai mujhe aaj kal

Yeh pyare pyare kuch wado ke pal
Kal yahi to banenge yado ke pal
Kam hoga inka na jadu kabhi
Gum hogi inki na khushbu kabhi
Lagne laga hai mujhe aaj kal ke tum saj chhedo mai gau ghajal
Mehsus yun hota hai kyun ke har pal mai tere sath rahu
Mehsus yun hota hai kyun ke har pal mai tere sath rahu
Lagne laga hai mujhe aaj kal ke tum saj chhedo mai gau ghajal
Mehsus yun hota hai kyun ke har pal mai tere sath rahu
Mehsus yun hota hai kyun ke har pal mai tere sath rahu
Lagne laga hai mujhe aaj kal

MovieChor Aur Chand
SingerS P Balasubramaniam, Anuradha Paudwal
DirectorPawan Kaul
Music ComposerNikhil Vinay
LyricistYogesh
Star CastAditya Pancholi, Aruna Irani, Pooja Bhatt, Alok Nath, Avtar Gill, Shiva, Kiran Kumar, Anand Balraj, Ishrat Ali, Raghuveer Yadav

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *