Lagi Apni Najariya Katar Ban Ke Lyrics | Amar Deep | Asha Bhosle | C Ramchandra

Jhule se nikle ghabrake banchpan
Bhule se ek din dekha jo darpan
Lagi apni najariya katar ban ke – 2
Koi dil me shama na jaye pyar ban ke – 2
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho – 2

(Bachpan ka jana jawani ka aana
Gazab ho gaya haye gazab ho gaya) – (2)
Samjh me na aaye kya pa liya
Or kya kho gaya – 2
Koi khatke khyalo me har banke – 2
Koi dil me shama na jaye pyar banke – 2
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho – 2

(Khwabo me koi aane laga
Dil churane laga – 2) – (2)
Kya kijiye haye dil hath se jane laga
Hoye jane laga
Koi rah jaye na gale ka har banke – 2
Koi dil me shama na jaye pyar banke
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho rama ho rama ho

MovieAmar Deep
SingerAsha Bhosle
Music ComposerC Ramchandra
LyricistRajendra Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *