Kisi Din Jara Dekh Mera Bhi Lyrics | Amar Deep | Asha Bhosle | C Ramchandra

Aaram se dil door hai aur dard se majbur
Kyu phir bhi nahi meri mohabbat tujhe manjur
Kisi din jara dekh mera bhi hoke – 2
Kaha tak jiye jayega dil ko dhoke – 2
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara

(Wo aaram jiski jarurat hai tujhko
Jarurat hai tujhko) – (2)
Milega tujhe
Ho milega tujhe meri baho me khoke
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara

Tera dil hi khud tera dusman hai warna – 2
Tujhe muskurane se kyu koi roke
Kaha tak jiye jayega dil ko dhoke
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara

Mere saja hai sama bhi ja inme
Ho sama bhi na inme
Mere saja hai sama bhi ja inme
Khule hai in aankhe me kab se jharokhe
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara

MovieAmar Deep
SingerAsha Bhosle
Music ComposerC Ramchandra
LyricistRajendra Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *