Kyon Kee Itna Pyar Tumko – Part 1 Lyrics | Kyon Ki | Alka Yagnik, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Kyon Kee Itna Pyar Tumko – Part 1 Lyrics | Kyon Ki | Alka Yagnik, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamari sanam

Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tune o jana deewana kiya hain
Deewana kiya iss kadar
Deewana kiya iss kadar
Chahat me teri bhulaya jahan ko
Na dil ko kisiki khabar
Na dil ko kisiki khabar
Rago me mohabbat ka ehsas jara bhar lo
Ham tumpe marte hain thodi si fikar kar lo

Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tumse hain saanse tumse hain dhadkan
Tumhi se hain deewangi
Tumhi se hain deewangi
Rab ne hame di hain jane tamanna
Tumhare liye jindagi
Tumhare liye jindagi
Vada sang jine ka tum jane jigar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jan loge kya jan loge
Kya jan loge kya jan loge
Hamari sanam

MovieKyon Ki
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorPriyadarshan
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSameer
Star CastSalman Khan, Kareena Kapoor, Rimi Sen, Om Puri, Asrani, Jackie Shroff, Aroon Bakshi, Suniel Shetty, Manoj Joshi, Anil Dhawan, Sulbha Arya, Javed Khan, Kurush Deboo, Atul Parchure, Nagesh Bhonsle, Shaurya Chauhan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *