Kya Tera Hai Kya Mera Hai Lyrics | Dil Kahin Hosh Kahin (Album) | Udit Narayan | Aadesh Shrivastava

Kya Tera Hai Kya Mera Hai Lyrics | Dil Kahin Hosh Kahin (Album) | Udit Narayan | Aadesh Shrivastava

Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai
Ye ishq deewana kya jane
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai
Ye ishq deewana kya jane
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Bedard zamana kya jaane
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai

Ye kaun hai jo mere tere
Rishton ko mitane aaya hai
Ye kaun hai jo mere tere
Rishton ko mitane aaya hai
Mere tere ghar aangan mein
Deewar uthane aaya hai
Sadiyon ki virasat ki poonji
Lamho mein mitane aaya hai
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai
Ye ishq deewana kya jane
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Bedard zamana kya jaane
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai

Barsaat ke jhulo ke gaane
Har daur mein gaaye jayenge
Barsaat ke jhulo ke gaane
Har daur mein gaaye jayenge
Raanjha ki kahani
Heer ki dhun
Doli chadh diya maahiya
Teer chi kaa mainu le chale baabla
Le chale ve mainu le chale ae
Babala le chale ve
Raanjha ki kahani
Heer ki dhun
Dilwale yu hi dohrayenge
Dharti ka ye kaafir batwara
Imaan ki izzat kya jaane
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai
Ye ishq deewana kya jane
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Bedard zamana kya jaane
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai

Ganga ke kinare chup chup hai
Jehlum ki hawaye roti hain
Ganga ke kinare chup chup hai
Jehlum ki hawaye roti hain
Maa o ki mohabbat zakhmi hai
Behno ki wafaye roti hai
Behno ki wafaye roti hai
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai
Ye ishq deewana kya jane
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Dil mandir bhi hai
Masjid bhi
Bedard zamana kya jaane
Kya tera hai kya mera hai
Kya tera hai kya mera hai

MovieDil Kahin Hosh Kahin (Album)
SingerUdit Narayan
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistNida Fazli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *