Kya Karoon Dil Kahin Lyrics  | Delhi Junction | Ajit, Shakeela | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Kalyanji Virji Shah

Kya Karoon Dil Kahin Lyrics | Delhi Junction | Ajit, Shakeela | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Kalyanji Virji Shah

Kya karoon dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya
Kya karoon dil kahi pe kho gaya

Itna roak itna toka
Par sambhala na gaya
Kya karoon dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya

Kya khata thi ye najar ki
Ya dilo ka josh tha
Aankh milte ho gaya kya
Kisko itna hoshg tha
Dekhti hi rah gayi mai
Dekhti hi rah gayi mai
Jane kya ho gaya
Kya karoon dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya

Pyar se na bach sakoge
Fir ye darna kisliye
Sochte the dil lagana
Aahe bharna kisliye
Fir bhi dhokha kha hi baithe
Fir bhi dhokha kha hi baithe
Pyar ho hi gaya
Kya karoon dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya
Itna roak itna toka
Par sambhala na gaya
Kya karoon dil kahi pe kho gaya
Jane do ho na tha jo ho gaya.

MovieDelhi Junction
SingerLata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
DirectorMohammed Hussain
Music ComposerKalyanji Virji Shah
LyricistPrem Dhawan
Star CastAjit, Shakeela, Nishi, Maruti, Cuckoo, Pratima Devi, Pran
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *