Kuchh Na Kaho (male) Lyrics | 1942 A Love Story | Kumar Sanu | R D Burman

Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai
Mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai
Aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hu bas ek tum ho
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

Kitne gehre halke sham ke rang hai chhalke
Parbat se yu utre baadal jaise aanchal dhalke

Sulgi sulgi saanse behki behki dhadkan
Mehke mehke shaam ke saaye pighle pighle tanman
Sulgi sulgi saanse behki behki dhadkan
Mehke mehke shaam ke saaye pighle pighle tanman
Aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hu bas ek tum ho
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai
Mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai
Aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hu bas ek tum ho

Movie1942 A Love Story
SingerKumar Sanu
DirectorVidhu Vinod Chopra
Music ComposerR D Burman
LyricistJaved Akhtar
Star CastAnil Kapoor, Jackie Shroff, Manisha Koirala, Anupam Kher, Danny Denzongpa, Chandni, Pran, Pramod Moutho, Aashish Vidyarthi, Manohar Singh, Raghuveer Yadav, Sushma Seth, Gopi Desai, Shakti Singh, Brain Glover, Uday Chandra, Kamal Chopra, Shiv Kumar Subrama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *