Jahan ishq hai us dar pe hai
Meri jindagi ka nishan
Kahane lagi meri chahate
Rahata hai dilbar jahan dil wahan
Kuch dino se ek jadu hai bakhuda
Ek pal bhi naa sukun hai bakhuda
Hontho pe raat din hai ye dua
Manjil ko dhundhne laga rasta
Aankho pe mere saya hai ummid ka jahan
Ab us ke main sone chala khwabo ka aaasman
Dil befikra jeene chala ab aayenga maja
Gaaunga aisa tarana mere pichhe hoga jamana
Chahat ka jadu to chal jaata hai
Ye aks sanso mein dhal jaata hai
Ehsaso mein jo ghul gaya hai
Wo hai tajurba naya jispe hua main fida
Aankho pe mere saya hai ummid ka jahan
Ab us ke main sone chala khwabo ka aaasman
Dil befikra jeene chala ab aayenga maja
Gaaunga aisa tarana mere pichhe hoga jamana
| Movie | Ishq Ne Krazy Kiya Re |
| Singer | Amitabh Narayan |
| Director | Naresh Malhotra |
| Music Composer | Lalit Pandit |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Mugdha Godse, Nishant Malkani, Madhurima Banerjee, Neelu Kohli, Shaurya Chauhan, Aslam Khan, Tanya Abrol, Ritu Chauhan, Lalit Pandit, Shravan Kumar, Sameer Sen, Sharon Prabhakar, Shivraj Wahekar, Karim Hajee, Richa Shrivastava, Baby Manasvi Raghuvanshi |

