Koi Jab Dard Ka Mara Kabhi Lyrics | Miss Coca Cola | Shamshad Begum, Mohammed Rafi | O P Nayyar

Koi Jab Dard Ka Mara Kabhi Lyrics | Miss Coca Cola | Shamshad Begum, Mohammed Rafi | O P Nayyar

Koi jab dard ka mara kabhi
Aasu bahata hai
Koi jab dard ka mara kabhi
Aasu bahata hai
Jamane se khuda samjhe
Jamana muskurata hai
Jamane se khuda samjhe
Jamana muskurata hai

Hamesha se yahi hota hai
Is duniya ki mahfil me
Tamasha dekhne wala
Tamasha banke aata hai
Jamane se khuda samjhe
Jamana muskurata hai

Jise dekha usi ne dil dukhaya
Is jamane me
Yahi hamne to dekha hai
Jaha tak yad aata hai
Jamane se khuda samjhe
Jamana muskurata hai

MovieMiss Coca Cola
SingerShamshad Begum, Mohammed Rafi
DirectorKidar Kapoor
Music ComposerO P Nayyar
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastGeeta Bali, Shammi Kapoor, Kamal Kapoor, Johny Walker, Helen, Kuldip Kaur, Lalita Pawar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *