Kiye Ja Sabka Bhala Kiye Ja Sabka Bhala Lyrics | Bahen | Anil Biswas | Anil Biswas

Kiye Ja Sabka Bhala Kiye Ja Sabka Bhala Lyrics | Bahen | Anil Biswas | Anil Biswas

Kiye ja sabka bhala kiye ja sabka bhala
Tu musfir hai duniya hai musfir khana
Tu musfir hai duniya hai musfir khana
Yaha din raat laga rehta hai aana jana
Yaha din raat laga rehta hai aana jana
Ek ne aakar basera liya aur ek chala
Ek ne aakar basera liya aur ek chala
Kiye ja sabka bhala kiye ja sabka bhala
Kiye ja sabka bhala

Sanjh dam barne ye jivan ka savera hoga
Sanjh dam barne ye jivan ka savera hoga
Yahi kehta hai ujala ke andhera hoga
Yahi kehta hai ujala ke andhera hoga
Bas dhala dekh koi aan me suraj ye dhala
Bas dhala dekh koi aan me suraj ye dhala
Kiye ja sabka bhala kiye ja sabka bhala
Kiye ja sabka bhala

MovieBahen
SingerAnil Biswas
Music ComposerAnil Biswas
LyricistSafdar Aah
Star CastSheikh Mukhtar, Nalini Jaywant, Meena Kumari, Husn Banu, Swaroop Rani, Kanhaiyalal, Harish

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *