Kitne Sawan Baras Gaye Lyrics | Bees Saal Baad | Anuradha Paudwal

Kitne Sawan Baras Gaye Lyrics | Bees Saal Baad | Anuradha Paudwal

Main teri birahan hoon sajana, main teri birahan hoon sajana
Aa pehana de mujhko kangana
Aa pehana de mujhko kangana
Sun le meri dard bhari yeh fariyaad aaya hai tu
Bees saal baad bees saal baad
Bees saal baad bees saal baad

Dipak tuta jyot hai baaki
Dipak tuta jyot hai baaki
Marke bhi meri maut hai baaki
Marke bhi meri maut hai baaki
Meri chita tu hi jala kar aazad aaya hai tu
Bees saal baad bees saal baad
Bees saal baad bees saal baad

Aa tujhko kuchh yaad dilaau
Aa tujhko kuchh yaad dilaau
Beetein dino ki baat sunaau
Beetein dino ki baat sunaau
Ek tha gul ek bulbul ek saiyaad aaya hai tu
Bees saal baad bees saal baad
Kitane saawan baras gaye mere pyase naina taras gaye
Mere mann mein biraha ka geet ban gayi aag aaya hai tu.

MovieBees Saal Baad
SingerAnuradha Paudwal
DirectorRajkumar Kohli
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastMithun Chakraborty, Dimple Kapadia, Meenakshi Sheshadri, Shakti Kapoor, Vinod Mehra, Amjad Khan, Anupam Kher, Om Prakash, Asrani
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *